ruk se parda hata de zara sathiya
bas abhi rang-e-mehfil badal jayega
jo behoosh hai hosh me ayega
girne wala jo hai wo sambhal jayega
tum tasalli na do bas beithe raho
waqt kuch marne ka mera tal jayega
kya ye kam hai,masiha ke hone hi se
maut ka bhi irada badal jayega
suna hai usko mohhabat duwaye deti hai
jo dil pe chot to khaye magar gila na kare
khuda kisi ko kise par kabhi fida na kare
agar kare,to kayamat tak juda na kare!!
Thursday, June 11, 2009
Thursday, June 4, 2009
Jis raat mein nahi roya!
Baat humari didi ki shaadi ki hai
shaadi ke ke baat bidayi ka ek funda hota hai
ye hindu log types jain log me bhi hota hai
actully i feel hindu religion ko copy paste karke usme thoda change
marke jainism ban gaya hai!!
ha to aisa hota hai ki ladki ko shaadi ke baad jab katatein hai o usko
bidai boltein hai
and us time sab senti ho jatein hai,chhati pit pit ke rotein hai!!!!saala
ab humari didi ki bhi bidai tha,sab saala roye pade hai,mujhe bada
ajeeb lag raha tha
mujhe rona nahi aata aise time pe!!!actully mereko hasi aa rahi
thi,sab aisa behav kar rahe the
jaise meri didi ko marne le ja rahe ho,ek episold bhi yaad aa gaya alif-laila ka
uske ladki shaadi ko joda pehan ke haiwan to gift kar di jati thi :P
us bin hum bahut ambarras feel kiya,sab aisa ghor rahe the,kamine
ro,kya kar raha hai
naam duba raha hai,types look pass kar rahe the!!
jab dosri didi ki shaadi ayi,tu humare mamaji ne than liya beta ye
vidai ekdum senti hone lage
sabko bolne lage mahool banao...!
mera dimag kharab ho gaya
jatein jatein did,humre pass bhi aayi gale mili,ro rahi thi
hum usko chupke se kaam me kahe didi tumhara makeup kharab ho raha hai
phaltu senti mat ho!wo hasne lagi!!!
phir saala sab log aise nigah se dekh rahe the jaise"haramkhor poora
vidai ka video hi kharab kar diya!"

Sunday, April 12, 2009
d1l wale ki mohhabat
kaash chandani ko ye ehsaas hota ki uski berang jawani itni fiki hai
uske taro ki chamak ne chupa rakha hai wo gehera raaz
kamsin uski muskaan , sanaatein hai badhawazz
sochta hu ki wo meri ho jaaye,chahata hu ki wo meri ho jaye
janata hu itna ki mein janana nahi chahata sach kya hai
sukun kya hai maza kya hai
meri dewangee to bas gungruu ki bejaan tapish hai
meri yaado,mere junoo ki ranjish hai
use yaad karta hu to sochta hu kahi wo chandani to nahi
bhige hooto me basi nami ko mehsoos karta hu uske
aur yahi dua haiwo laaut aaye,mujhme sirf mujh me

Subscribe to:
Posts (Atom)